
About The Event
Toilet Ek Game Katha
Hasi, manoranjan aur parivarik rishton ka ek anokha sangam!
Ek shandaar parivarik social comedy drama, jo aapko hasi ke thahakon ke saath samaj se judi ek dilchasp kahani ka anubhav karayega. Manoranjan, haasya aur samajik sandesh se bharpoor yeh natak har umar ke darshakon ke liye ek khaas anubhav hai.
Toh taiyaar ho jaiye ek aisi rangmanchiy prastuti ke liye, jahan hasi bhi hai, kahani bhi hai aur manoranjan bhi bharpoor
Aaiye aur anubhav kijiye Toilet Ek Game Katha






